MAA

Thre3dee

1 fan

Thre3dee


3:59
11 
#1

 Become A Better Singer In Only 30 Days, With Easy Video Lessons!

Woh naam woh lavz
Jo bacha seekh jaata hain
Jab bhi taqleef mein hota hai
Rab ke baad maa ko yaad karta hai
Kyoun Ke
Maa bhi thi kisi ki beti beti beti
yaad rakhna
Maa bhi thi kisi ki beti
Beti beti
Khamosoyuon main dukh akeli hi woh sehti
Pershaniyo mein tanha kyoun woh rehti
Dhoor hogaya har beta har beti
Apne hi ghar mein Maa bangayi pardesi
Taqleef main Maa nahin rahi pehle jaisi
Sirf Maa hoti hai janaat jaisi
Dukh sab ke kyoun Maa sehti
Dukh sab ke kyoun Maa sehti
Maa bhi thi kisi ki beti
Beti beti Jab
Maa bhi thi kisi ki beti
Beti beti
Haath taamah tah aap neh
Kabhi na chorunga mein
Sachi Mohabbat mille kisse Sirf Bebe
Bebe Ab khalaat ho gaye kaise
Kuch nadaniyan kuch galat faisleh
Ek hi Ghar ke ab kitne hisseh
Haatham hone ko aye sab rishtey
Maa Baap hote hain Apne bachoun ke farishtey
Yehi naam aateh hai jab ho jannat ke kisse
Jannat uski Maa Baap Jiske
gujar gaye jinke woh samaj gaye
Sab rishtey
Dard sab ko le aata hai neeche, Neeche
Maa ki dua sab ko saath saath keeche
Maa saath ho toh kaamyaabi baageh peeche
Maa ka dil bhaada armaan re gaye choteh
Uske liye sab ek choteh bhadde aor moteh
Kitne gavati Maa Mokeh
Sab se kayeh kyoun Maa Dokhe
Jab
Maa bhi thi kisi ki beti
Beti beti
yaad rakhna
Maa bhi thi kisi ki beti
Beti beti
Khamosoyuon main dukh akeli hi woh sehti
Pershaniyo mein tanha kyoun woh rehti
Dhoor hogaya har beta har beti
Apne hi ghar mein Maa Kyoun pardesi
Taqleef main Maa nahin rahi pehle jaisi
Sirf Maa hoti hai janaat jaisi
Dukh sab ke kyoun Maa sehti
Dukh sab ke kyoun Maa sehti
Maa ne sab ko sikaaya
Jab bhi roya Main, Maa ne chup karaya
meri har baat ka yaqeen pehle Maa ko aya
Bina samajeh mujeh parayah
Har sapna mera sajaya
Waqt ne kitna har Maa ko rulaya
Lab par Maa ke siva naam koi na aya
meri maa mera saaya
Duniya main Mujh ko maa ne Laaya
Peht kaat kar, peht bhar mujh ko kilaaya
Maa ne waqt se pehle apnaaap gavayaa
Naqamyaabi main bhi mujh ko uthaya
Even when I failed she lifted my spirit
Dono Haatoun se pyar lutaya
Ghamoun ko khud mein kyoun chupaya
Ghamoun ko khud mein kyoun chupaya
Ek ghar ki beti ne kitne gharoun ko basaya
Itna kuch karke Maa neh kya paaya
Nahin samjho
Ab Samjho
Now understand
Maa bhi thi kisi ki beti
Beti beti
Maa ke Pairoun mein jannat
Maa Ki Dua se puri dil ki har manat
Maa ke ghar hone se hoti hai ronak
Jis ke paas Maa hai use milie har daulat
Woh kehte hai,,, naa
Ek Maa dus bachoun ka khyaal rakh sakti hai
Lekin dus baache ek maa ko Nahin sambhal sakte
Yeh status Nahin
Afsaus se yeh aaj ke halaat hain
Har ghar mein aaj maa tanha hai
Taqleeq mein bhi hoti hai naa
Toh bataati Nahin hai
Yaar maa bhi this kissi ki beti
Jis ki khudh ki zindagi bhikar bhi jaaye na
Toh woh tumhari zindagi
Savaare ne mein lagi rahegi
Toh maa ka khyaal rakhna yaar
Kyoun ki
Maa bhi thi kisi ki beti
Beti beti

 Watch: New Singing Lesson Videos Can Make Anyone A Great Singer

Written by: Akeel Alam

Lyrics © DistroKid

Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Discuss the MAA Lyrics with the community:

0 Comments

    Citation

    Use the citation below to add these lyrics to your bibliography:

    Style:MLAChicagoAPA

    "MAA Lyrics." Lyrics.com. STANDS4 LLC, 2024. Web. 27 Apr. 2024. <https://www.lyrics.com/lyric-lf/7508264/Thre3dee/MAA>.

    Missing lyrics by Thre3dee?

    Know any other songs by Thre3dee? Don't keep it to yourself!

    Browse Lyrics.com

    Quiz

    Are you a music master?

    »
    In the song Dior by Pop Smoke complete the line: "She like the way that I move, _____".
    A She like the way that I dance.
    B She like the way that I woo.
    C She like the way that I speak.
    D She like the way that I rock.

    Free, no signup required:

    Add to Chrome

    Get instant explanation for any lyrics that hits you anywhere on the web!

    Free, no signup required:

    Add to Firefox

    Get instant explanation for any acronym or abbreviation that hits you anywhere on the web!

    Thre3dee tracks

    On Radio Right Now

    Loading...

    Powered by OnRad.io


    Think you know music? Test your MusicIQ here!