Main Kyun Jau Kashi Kaba

Hare Madhav Official

3 fans

Hare Madhav Official


13:09
44 

 Become A Better Singer In Only 30 Days, With Easy Video Lessons!

Khushi samjh ke tera gum utha liya maine
Khushi samjh ek tera gum utha liya maine
Mai khud apne aap tamasha bna liya maine
Teri nazar ki amaanat mili hai jis din se mujhe
Teri nazar ki amaanat mili hai jis din se mujhe
Har ek nigah se daman chura liya maine
Main kyun jau kashi kaba
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Jab murshid ka hai dwaar mila
Ishwar shah ji ki
Ishwar Shah ji ki panaho me
Is jivan ko adhar mila
Ishwar Shah ji ki panaho me
Is jivan ko adhar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Unka hi rutba uncha hai
Unka hi rutba uncha hai
Baki sab rutbe hai chote
Baki sab rutbe hai chote
Baki sab rutbe hai chote
Baki sab rutbe hai chote
Jannat ko bhi mai
Jannat ko bhi mai thukra du
Aisa hai unka pyaar mila
Ishwar Shah ji ki panaho me
Is jivan ko adhar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Satguru ji kehte hain
Antar hamare kaba kashi
Antar hamare tirath ishnana
Antar me mast aave
Hayat ke jashn
Das Ishwar ko
Antar milya rab jalalka
Noor basariya
Mar k bhi dil se na nikle
Mar k bhi dil se na nikle
Unki ye rabaani hai aisi
Unki ye rabaani hai aisi
Unki ye rabaani hai aisi
Unki ye rabaani hai aisi
Unki ulfat me
Unki ulfat me khoya mai
Rab ka unme didar mila
Ishwar Shah ji ki panaho me
Is jivan ko adhar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Murshid hai mere Ishwar Shah
Murshid hai mere Ishwar Shah
Duja hai koi aur nihi
Duja hai koi aur nihi
Duja hai koi aur nihi
Duja hai koi aur nihi
Inse na badhke
Inse na badhke jivan me
Puran mujhko datar mila
Ishwar Shah ji ki panaho me
Is jivan ko adhar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Satguru ji ka kehna h
Is murshid ki shaan badi nirali hai
Ye shaan us mukam k
Jaha khuda ka noor hai
Noor k behte yaha nazare hai
Das ishwar behad noor ki
Ek jhalak jataye
Ye madhav nagri pawan hai
Ye madhav nagri pawan hai
Yaha hare hare madhav kehte sabhi
Yaha hare hare madhav kehte sabhi
Yaha hare hare madhav kehte sabhi
Yaha hare Hare Madhav
Kehte sabhi
Alfaz bade ye
Alfaz bade ye pawan hain
Sun ke hai dil ko karar mila
Ishwar Shah ji ki panaho me
Is jivan ko adhar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Noorani unme jyot jale
Noorani unme jyot jale
Saara ye jahaan roshan karti
Saara ye jahaan roshan karti
Saara ye jahaan roshan karti
Saara ye jahaan roshan karti
Rupesh ko unki
Rupesh ko unki vaani se
Ek gyan bhara bhandaar mila
Ishwar Shah ji ki panaho me
Is jivan ko adhar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Jab murshid ka hai dwaar mila
Ishwar Shah ji ki
Ishwar Shah ji ki panaho me
Is jivan ko adhar mila
Ishawar Shah ji ki panaho me
Is jivan ko adhar mila
Main kyu jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Main kyun jau kashi kaba
Jab murshid ka hai dwaar mila
Hare madhav madhav hare hare
Hare madhav madhav hare hare
Hare madhav madhav hare hare
Hare madhav madhav hare hare
Hare madhav madhav hare hare
Hare madhav madhav hare hare
Hare madhav madhav hare hare
Hare madhav madhav hare hare

 Watch: New Singing Lesson Videos Can Make Anyone A Great Singer

Written by: Appu Bhaiya

Lyrics © DistroKid

Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Discuss the Main Kyun Jau Kashi Kaba Lyrics with the community:

0 Comments

    Citation

    Use the citation below to add these lyrics to your bibliography:

    Style:MLAChicagoAPA

    "Main Kyun Jau Kashi Kaba Lyrics." Lyrics.com. STANDS4 LLC, 2024. Web. 29 Apr. 2024. <https://www.lyrics.com/lyric-lf/5203818/Hare+Madhav+Official/Main+Kyun+Jau+Kashi+Kaba>.

    Missing lyrics by Hare Madhav Official?

    Know any other songs by Hare Madhav Official? Don't keep it to yourself!

    Watch the song video

    Main Kyun Jau Kashi Kaba

    1,072
    43     1

    Browse Lyrics.com

    Quiz

    Are you a music master?

    »
    "Eye popping" is from which Katy Perry song?
    A Last Friday Night
    B Firework
    C Peacock
    D Hot N Cold

    Free, no signup required:

    Add to Chrome

    Get instant explanation for any lyrics that hits you anywhere on the web!

    Free, no signup required:

    Add to Firefox

    Get instant explanation for any acronym or abbreviation that hits you anywhere on the web!

    Hare Madhav Official tracks

    On Radio Right Now

    Loading...

    Powered by OnRad.io


    Think you know music? Test your MusicIQ here!