Main Kyun Jau Kashi Kaba
Hare Madhav Official
Watch: New Singing Lesson Videos Can Make Anyone A Great Singer
Khushi samjh ke tera gum utha liya maine Khushi samjh ek tera gum utha liya maine Mai khud apne aap tamasha bna liya maine Teri nazar ki amaanat mili hai jis din se mujhe Teri nazar ki amaanat mili hai jis din se mujhe Har ek nigah se daman chura liya maine Main kyun jau kashi kaba Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Jab murshid ka hai dwaar mila Ishwar shah ji ki Ishwar Shah ji ki panaho me Is jivan ko adhar mila Ishwar Shah ji ki panaho me Is jivan ko adhar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Unka hi rutba uncha hai Unka hi rutba uncha hai Baki sab rutbe hai chote Baki sab rutbe hai chote Baki sab rutbe hai chote Baki sab rutbe hai chote Jannat ko bhi mai Jannat ko bhi mai thukra du Aisa hai unka pyaar mila Ishwar Shah ji ki panaho me Is jivan ko adhar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Satguru ji kehte hain Antar hamare kaba kashi Antar hamare tirath ishnana Antar me mast aave Hayat ke jashn Das Ishwar ko Antar milya rab jalalka Noor basariya Mar k bhi dil se na nikle Mar k bhi dil se na nikle Unki ye rabaani hai aisi Unki ye rabaani hai aisi Unki ye rabaani hai aisi Unki ye rabaani hai aisi Unki ulfat me Unki ulfat me khoya mai Rab ka unme didar mila Ishwar Shah ji ki panaho me Is jivan ko adhar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Murshid hai mere Ishwar Shah Murshid hai mere Ishwar Shah Duja hai koi aur nihi Duja hai koi aur nihi Duja hai koi aur nihi Duja hai koi aur nihi Inse na badhke Inse na badhke jivan me Puran mujhko datar mila Ishwar Shah ji ki panaho me Is jivan ko adhar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Satguru ji ka kehna h Is murshid ki shaan badi nirali hai Ye shaan us mukam k Jaha khuda ka noor hai Noor k behte yaha nazare hai Das ishwar behad noor ki Ek jhalak jataye Ye madhav nagri pawan hai Ye madhav nagri pawan hai Yaha hare hare madhav kehte sabhi Yaha hare hare madhav kehte sabhi Yaha hare hare madhav kehte sabhi Yaha hare Hare Madhav Kehte sabhi Alfaz bade ye Alfaz bade ye pawan hain Sun ke hai dil ko karar mila Ishwar Shah ji ki panaho me Is jivan ko adhar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Noorani unme jyot jale Noorani unme jyot jale Saara ye jahaan roshan karti Saara ye jahaan roshan karti Saara ye jahaan roshan karti Saara ye jahaan roshan karti Rupesh ko unki Rupesh ko unki vaani se Ek gyan bhara bhandaar mila Ishwar Shah ji ki panaho me Is jivan ko adhar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Jab murshid ka hai dwaar mila Ishwar Shah ji ki Ishwar Shah ji ki panaho me Is jivan ko adhar mila Ishawar Shah ji ki panaho me Is jivan ko adhar mila Main kyu jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Main kyun jau kashi kaba Jab murshid ka hai dwaar mila Hare madhav madhav hare hare Hare madhav madhav hare hare Hare madhav madhav hare hare Hare madhav madhav hare hare Hare madhav madhav hare hare Hare madhav madhav hare hare Hare madhav madhav hare hare Hare madhav madhav hare hare
The easy, fast & fun way to learn how to sing: 30DaySinger.com
Citation
Use the citation below to add these lyrics to your bibliography:
Style:MLAChicagoAPA
"Main Kyun Jau Kashi Kaba Lyrics." Lyrics.com. STANDS4 LLC, 2024. Web. 16 May 2024. <https://www.lyrics.com/lyric-lf/5203818/Hare+Madhav+Official/Main+Kyun+Jau+Kashi+Kaba>.
Discuss the Main Kyun Jau Kashi Kaba Lyrics with the community:
Report Comment
We're doing our best to make sure our content is useful, accurate and safe.
If by any chance you spot an inappropriate comment while navigating through our website please use this form to let us know, and we'll take care of it shortly.
Attachment
You need to be logged in to favorite.
Log In